Thursday, 31 March 2011

Ghazal # 11


منسوب تھے جو لوگ میری زندگی کے ساتھ
اکثر وہی ملے ہیں بڑھی بے رخی کے ساتھ

ہوں تمھارے لئے مگر یوں تو میں ہنس پڑا
کتنے ستارے ٹوٹ پڑے اک ہنسی کے ساتھ

فرصت ملے تو اپنا گریبان بھی دیکھ لے
اے دوست یوں نہ کھیل میری بے بسی کے ساتھ

مجبوریوں کی بات چلی ہے تو مے کہاں
ہم نے پیا ہے زہر بھی اکثر خوشی کے ساتھ

اک سجدہ خلوص کی قیمت فزاے خلد
یا رب نہ کر مذاق میری بندگی کے ساتھ
 

Saturday, 12 March 2011

Ghazal # 10


Aasmaan Ke Har Panchhi Mein Bhai-chara Hai, 
Jameen Par Har Baat Ka Batwaara Hai..

Uska Ghar Mere Ghar Se Hai Unchaa Kyo,
is Baat Par Bhai Ne Bhai Ko Maara Hai..

Koi Chadhta Hai To Utha Lete Hai Seedi,
Kisi Ka Chadhna Hame Kab Gawara Hai..

Na Paane Ki Khushi Na Khone Ka Gham,
kitna Khushnasib Duniya mein Banjaara Hai..

Kis Mod Par Aayi Zindagi Ki Kashti.. 
Doob Rahe Hai aur Saamne Kinara Hai.. 

Wo Khush Tha Ki Jeet Gaya Dil Ki Baazi, 
Bahte Aansuo Ne Kaha Ki Tu Haara Hai.. 

Faila Hai Sar Par Maa Ki Chhaw Ka Aanchal.. 
Zindagi Ki Dhoop Mein Ye Hi Sahaara Hai..

Ghazal # 9


Jane Wale Teri Tasveer Bhi Le Ja Mujh Se
Lut Raha Hoon To Ye Jageer Bhi Le Ja Mujh Se


Lot Kar Phir Kabhi Awaz Na Dena Mujh Ko
Piyar Karne Ka Ye Andaz Na Dena Mujh Ko
Hat Me Tota Howa Saz Na Dena Mujh Ko
Tere Khat Teri Ye Tehreer Bhi Le Ja Mujh Se
 
Jane Wale Teri Tasveer Bhi Le Ja Mujh Se
Lut Raha Hoon To Ye Jageer Bhi Le Ja Mujh Se


Ab Mera Or Meri Manzil Ka Thikana Kia Hai
Mujh Se Na Puch K Jeeney Ka bahana Kia hai
Tu Nahi Hai To Zamaney Ko Dikhana Kia Hai
Chheen Kar Ab Meri Taqdeer Bhi Le Ja Mujh Se
 
Jane Wale Teri Tasveer Bhi Le Ja Mujh Se
Lut Raha Hoon To Ye Jageer Bhi Le Ja Mujh Se


Jane Kal Kia Ho Teri Aas Rahe Ya Na Rahe
Dil Me Ye Dolat-e-Ihsas Rahe Ya Na Rahe
Zandagi Meri Mere Pas Rahe Ya Na Rahe
Khwab Tota Hai To Taabeer Bhi Le Ja Mujh Se
 
Jane Wale Teri Tasveer Bhi Le Ja Mujh Se
Lut Raha Hoon To Ye Jageer Bhi Le Ja Mujh Se...

Friday, 11 March 2011

Ghazal # 8



  
MAIN OOS SAY KEH RAHA HOON, MUJH SAY THORHA FAASLA RAKHO
MAGAR WO MUJH SAY KEHTA HAY KEH KUCH TO RAABTA RAKHO

NA MUJH SAY SAARAY BUNDHAN, SAARAY RISHTAY TORH KER JAAO

KHUDA KAY WAASTAY KUCH DOSTI KA SILSILA RAKHO

TASSALLI DAY RAHA HAY AUR MUJH SAY KEH RAHA HAY WO

KEH SUB KUCH THEEK HOJAAEY GA BUS TUM HOSLA RAKHO

SUBOOT OON KO MUSAAFAT KAY KATHAN HONAY KA DAYNA HAY

BACHAA KER APNAY PAAOON KA KOI TO AABLA RAKHO

ZABAAn MAIN ITNI TALKHI SOCH LO ACHHI NAHI LAGTI

HALAAWAT KA, MALAAHAT KA ZARA SA ZAAIQA RAKHO

Ghazal # 7


کون ایسا ہےجو،اب کرب سنبھالے میرے
اب بھی جینے کے ہیں انداز نرالے میرے

وہ جو دشمن ہےتو پھر زخم نیا دے کوئی
وہ جو میرا ہے تو پھر عیب چھپا لے میرے

دشت آنکھوں مین عذابوں کی طرح اترا ہے
روز پلکوں سے کوئی خواب چرا لے میرے

عمر گزری ہےمیری ڈھونڈتے ہر شب اس کو
جانے کس شب نے چرائے ہیں اجالے میرے

دیکھ ایک لفظ بھی اس کو نہں کہنا
جتنے درجات گرانے ہیں گرا لے میرے


Ghazal # 6


وفا کے روٹھہ جانے پر غزل تخلیق ہوتی یے
کبھی ساجن منانے پر غزل تخلیق ہوتی ہے

میں لفظوں کے سمندر میں ملا دیتا ہوں سوچوں کو
پھر انکی یاد آنے پر غزل تخلیق ہوتی ہے

میں اندر جو پنچھی قید ہے سانسوں کے زنداں میں 
اسی کے پھڑپھڑانے پر غزل تخلیق ہوتی ہے

چمن میں رقص کرتی ہے صبا جب پھول کے آگے
تو انکے مسکرانے پر غزل تخلیق ہوتی ہے

مجھے آتا نہیں ہے شعر کہنا ایک بھی لیکن
تمھاری یاد آنے پر غزل تخلیق ہوتی ہے


Thursday, 10 March 2011

Ghazal # 5

Bana Gulaab To Kaante Chubha Gaya Aik Shakhs
Huwa Chiraagh To Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs

Tamaam Rang Mere Aur Sare Khawaab Mere
Fasaney The Ke Fasana Bana Gaya Aik Shakhs

Mein Kis Hawa Mein Uron Kis Fiza Mein Lehraaon
Dukhon Ke Jaal Har Soo Bicha Gaya Aik Shakhs

Mohabbaton Ne Kissi Ki Bhula Rakha Tha Isse
Mille Woh Zakham Ke Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs 

Muhabbatein Bhii Ajiib Us Ki Nafaratein Bhii Kamaal
Merii Tarah Ka Hii Mujh Mein Samaa Gayaa Ek ShaKhs

Khula Yah Raaz Ke Aaina Khana Hai Duniya
Aur Is Mein Mujhay Tamasha Bana Gaya Aik Shakhs..!
 

Wednesday, 9 March 2011

Ghazal # 4

  
وہ تقاضائے جنوں اب کے بہاروں میں نہ تھا
ایک دامن بھی تو الجھا ہوا خاروں میں نہ تھا

مرنے جینے کو نہ سمجھے تو خطا کس کی ہے
کون سا حکم ہے جو ان کے اشاروں میں نہ تھا

ہر قدم خاک سے دامن کو بچایا تم نے
پھر یہ شکوہ ہے کہ میں راہگزاروں میں نہ تھا

تم سا لاکھوں میں نہ تھا، جانِ تمنا لیکن
ہم سا محروم  تمنا بھی ہزاروں میں نہ تھا

ہوش کرتے نہ اگر ضبطِ فغاں، کیا کرتے
پرسشِ غم کا سلیقہ بھی تو یاروں میں نہ تھا
 

Ghazal # 3



آج بڑی مدت کے بعد تیری گلی سے میرا گزر ہوا
کچھ بھولے وعدے کچھ پرانی باتیں یاد آگئيں

جو بند ہونٹوں اور بولتی آنکھوں سے تم نے کیں
پھر سے تمھاری ان کہی وہ حکائتیں یاد آگئيں

نماز کے بعد میرے لیئے اُٹھے تمھارے ہاتھ
وہ گزرے دن اور وہ مقدس ساعتیں یاد آگئيں

میں خوداری کے ہاتھوں ہر بازی ہار چکا تو
تمھاری روتی آنکھوں کی وہ شکائتیں یاد آگئیں

گیلے بالوں سے ٹپکتا پانی آنکھ سے گرتے آنسو
تم نے رو کے جو گزاريں وہ برساتیں یاد آگئيں

اجنبی محبت صرف ایک بار ہی دستک دیتی ہے
رو رو کے جو تم نے کیں وہ وضاحتیں یاد آگئيں

آج بڑی مدت کے بعد تیری گلی سے میرا گزر ہوا
کچھ بھولے وعدے کچھ پرانی باتیں یاد آگئيں

Ghazal # 2


Muhabbat meiN waade nibhane ki baateN
NahiiN aajkal ke zamaane ki baateN

Na karna kabhi door jaane ki baateN
Yeh haiN dostoN ko sataane ki baateN

Mirey pyaar ko aazmaane ki baateN
Wo karta hai kyooN dil dukhane ki baateN

Suhaana hay mausam, mirey hum'nisheeN tum
Karo aaj dil ko lubhaane ki baateN

woh kyooN ranjishoN ko hawa de raha hai
Usey yaad kyooN haiN bhulane ki baateN?

RulayeN hameiN ashiyaane ki yaadeN
Bhala kab heN ye bhool jaane ki baateN

Jisey zindagi ne sataaya ho barsoN
Woh kaise kare muskuraane ki baateN

DinoN baad ARMAAN soya hay logo!
Na kijey usey ab jagaane ki baateN....

Ghazal # 1


Mayoos mat hona yeh aik gunnah hota hai
Milta wahi hai jo qismat main likha hota hai

Har cheez miley humain yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan main hota hai

Jo khud ko kostey hain woh shayed bekhabar hain
Kuch paalene ka ikhtiyar khud pe bhi hota hai

Har aik ko barsar-e-ilzam kiun thehrayein hum
Apne samne bhi tou aik ayeena hota hai

Hum apni zindagi se kiun haar jayein
Gar doobta hai sooraj tou kal ujala bhi hota hai......